Posts

Showing posts from May, 2020
Image
Hindi Shayari - हिंदी शायरी You will love to read heart touching Hindi Shayari here. We have posted all shero shayari in hindi and english script both, specially for shayari lovers. You can set these hindi shayaris as whatsapp status or share on facebook, google plus etc. Hindi Shayari about Siyasat Read Best Hindi Shayari about Siyasat (Politics) Falsafa Samjho Na Asraar-e-Siyasat Samjho, Zindagi Sirf Hakiqat Hai Hakiqat Samjho, Jaane Kis Din Hon Hawayein Bhi Neelam Yahan, Aaj To Saans Bhi Lete Ho Ghaneemat Samjho. फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो, जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो, जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ, आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो। Hindi Shayari Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachchai, Kabhi Chehra Nahi Milta Kabhi Darpan Nahi Milta. समझने ही नहीं देती सियासत हम को सच्चाई, कभी चेहरा नहीं मिलता कभी दर्पन नहीं मिलता। Hindi Shayari, Phoolo Ki Hifazat Touching Hindi Shayri in Hindi and English Script Jo Teer Bhi Aata Woh Khaali Nahi Jata, Mayoos Mere ...